Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shakeb Jalali's Photo'

Shakeb Jalali

1934 - 1966 | Karachi, Pakistan

Famous poet from Pakistan. Committed suicide at an early age.

Famous poet from Pakistan. Committed suicide at an early age.

Shakeb Jalali

Ghazal 59

Nazm 14

Sher-o-Shayari 42

bad-qismatī ko ye bhī gavārā na ho sakā

ham jis pe mar miTe vo hamārā na ho sakā

bad-qismati ko ye bhi gawara na ho saka

hum jis pe mar miTe wo hamara na ho saka

koī bhūlā huā chehra nazar aa.e shāyad

ā.īna ġhaur se ne kabhī dekhā nahīñ

koi bhula hua chehra nazar aae shayad

aaina ghaur se tu ne kabhi dekha hi nahin

aaj bhī shāyad koī phūloñ tohfa bhej de

titliyāñ mañDlā rahī haiñ kāñch ke gul-dān par

aaj bhi shayad koi phulon ka tohfa bhej de

titliyan manDla rahi hain kanch ke gul-dan par

ne kahā na thā ki maiñ kashtī pe bojh huuñ

āñkhoñ ko ab na Dhāñp mujhe Dūbte bhī dekh

tu ne kaha na tha ki main kashti pe bojh hun

aankhon ko ab na Dhanp mujhe Dubte bhi dekh

log dete rahe kyā kyā na dilāse mujh ko

zaḳhm gahrā sahī zaḳhm hai bhar jā.egā

log dete rahe kya kya na dilase mujh ko

zaKHm gahra hi sahi zaKHm hai bhar jaega

BOOKS 6

 

Videos 6

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other
jahaa.n talak bhii ye sahraa dikhaa.ii detaa hai

Pankaj Udhas

Mujrim by Shakeeb Jalali (مجرم از شکیب جلالی)

yahii rasta mirii manzil kii taraf jaataa hai Unknown

Tazeen Rizvi sings Shakeb Jalai

Unknown

Tazeen Rizvi sings Shakeb Jalali

Unknown

Tazeen Rizvi sings Shakeb Jalali

Unknown

Audios 15

aa ke patthar to mire sahn me.n do chaar gire

bad-qismatii ko ye bhii gavaaraa na ho sakaa

dasht o sahraa agar basaa.e hai.n

Recitation

RELATED Blog

 

More Poets From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now