Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

Sher on Qaid

shajar yaad rulātī thī magar ab to

jo āshiyāñ ke barābar thā vo qafas bhī gayā

shajar ki yaad rulati hi thi magar ab to

jo aashiyan ke barabar tha wo qafas bhi gaya

Shahabuddin Saqib

qaid-e-āvārgī-e-jāñ bahut hai mujh ko

ek dīvār mirī ruuh ke andar na banā

qaid-e-awargi-e-jaan hi bahut hai mujh ko

ek diwar meri ruh ke andar na bana

Mushaf Iqbal Tausifi

ḳhat-o-kākul-o-zulf-o-andāz-o-nāz

huiiñ dām-e-rah sad-giraftāriyāñ

KHat-o-kakul-o-zulf-o-andaz-o-naz

huin dam-e-rah sad-giraftariyan

Meer Taqi Meer
Speak Now